Menu
blogid : 15845 postid : 697883

hamara chupchap desh

Indian social life
Indian social life
  • 16 Posts
  • 5 Comments

ek movie thi rang de basanti jisme amir khan ke diloge thay zindagi jeene ke do tareeeke hote hai ek to chup chap murdo ki tarah jeete jao aur doosra utho aur apne haq ki ladai lado…. fir bhi ham aur hamare azeez jo hame jante hai mante hai wo bhi yahi kehte hai ki ladai jhagda sab acchi baate nahi… kyo ki wo ye sab galat hai ye nahi kehte balki ye chahte hai ki ham kisi tarah ki koi pareshani me na fase.. hamne bahut padhai me bhi apne dharmik kitabo me bhi chahe wo muslim ka word zihad ho matlab apne haq aur zulm ke liye awaz uthana ya hindu dharam me mahabharat me krishn ke dwara arjun ko apne bhaiyo se apne haq ke liye ladna aur ye bhi dekha hai ki jo aaj ki baat nahi balki sadiyo se hi chala aaraha hai matlab hamse pehle bhi kai logo pe zulm hote rahe hai aur wo zulm sahte bhi the aur kai zulm ke khilaf ladte bhi the… bahiyo aap se batana hai ki purane zamane me jo huwa so huwa par aaj chup rhne ka time nahi. kyoki aap ye baat jaan lo ki jo doosro ke saath ho gaya wo aap ke sath bhi kabhi bhi ho sakta hai in one word.. julm hote hai sabb par aaj hamari kal tumhari baari hai…1509171_712987678732989_1874090736_n

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    CAPTCHA
    Refresh